Kaghaz Kaghaz harf sajjaya krta tha
tanhai mein shehr basaya kerta tha
kesa pagal shakhs tha saari saari raat
Diwaron ko dard sunaya krta tha
Ro deta tha aap hi apni batoon per
or phir khud ko hunsaya kerta tha
jalnay lagti lahoo mein judai to ro deta
tanhayon ki khaak uraya kerta tha
chehry se tera rog chupata to hans deta
aankhon mein teri yad manaya krta tha
Yaro
kachi Umar ka pyar
Usay le dooba
jo logoon ko jeene k atwaar sikhaya krta tha
tanhai mein shehr basaya kerta tha
kesa pagal shakhs tha saari saari raat
Diwaron ko dard sunaya krta tha
Ro deta tha aap hi apni batoon per
or phir khud ko hunsaya kerta tha
jalnay lagti lahoo mein judai to ro deta
tanhayon ki khaak uraya kerta tha
chehry se tera rog chupata to hans deta
aankhon mein teri yad manaya krta tha
Yaro
kachi Umar ka pyar
Usay le dooba
jo logoon ko jeene k atwaar sikhaya krta tha
No comments:
Post a Comment