Mudat hoi k chehra- e- yar ni dakha,
wo ankhyn ni daikhen wo rukhsar ni dakha,
fakt ye jan kr k greeb hun thukra dia mje,
meri chahtain meri hasrtain mera payar ni dakha,
zra c thais pohnchi to muj se rooth gaye,
kaho tum ne kbi mujko ashkbar ni dakha,
nikal k seenay se dil jala dia tha maine,
kya tum ne ye tamasha sar- e - bzar ni dakha.

No comments:
Post a Comment