Monday, 29 August 2011

Sham ki is udasi mein,


Sham ki is udasi mein,

hum yad tumhi ko kertay hain,

kabhi rotay hain kabhi hanstay hain,

hum khud se batain kertay hain,

chand k dhundlay aenay mein,

hum talash tera chehra kertay hein,

dhaltay suraj ki KIRNo se

hum teri batain kerte hein,

ye dunya waly kuch bhi bolain,

hum yad tujhi ko kertay hein,

No comments:

Post a Comment