Thursday, 20 October 2011

Abu Huraira Raziallahu Anhu Se Rivayat Hai K

Abu Huraira Raziallahu Anhu Se Rivayat Hai K
Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Fermaya
Jab Koi Aadmi Azan Suney Aur

Khaney Ka Bertan Iskey Haat Main Ho
To Isey Foran Na Rakhdey
Bulkey Apni Zaroorat Poori Kerley
(Abu Dawood, Ibn Maja)

Chunkey Fajr Ki Azan Fajr Ke Tulu Hotey Hi
Kehdi Jati Hai
Isliye Azan Ke Waqt Khaney Ki Gunjaish Hoti Hai
Albutta Jab Fajr Achi Terha Wazih Ho Jae
To Khana Peena Jaez Nahi (Walla-O-Alam)

No comments:

Post a Comment