Do chiriyon ki LOVE STORY
Ek din chira bola
mujhe chor kar kabi tum urh to nahi jaogi?
Chiriya:
urh jaon to tum pakar lena.
Chira:
me tumhain pakar sakta hun par phir pa nahin sakta.
Chiriya ki ankhon me ansu aa gaye usne apne
pankh tor liye or boli ab hum hamesha sath rahengy
aik din zor sy tofan aya chira urhne laga.
Tabi chiriya boli tum urh jao me nahi urh sakti
chira apna khyal rakhna keh kr urh gaya .
jab tofan thama aur chira wapas aya to usne
dekha ke chiriya mar chuki thi.
Aur ek dali par likha tha
kash woh ek bar to kehta k me tumhen nai chor sakta
to shayad me tofan ane sy pehle nai marti.

No comments:
Post a Comment