Saturday, 24 December 2011

Sad Love Story

“Sath rota tha mery sath hansa karta tha,
.
Wohi ek tha jo mery dil me basa karta tha.
.
Meri chahat ka talabgar tha  wo is darja k,
.
K wo musalley pe namazon me dua karta tha.
.
Ik lamhy ka bicharna b gawara na tha usey,
.
Roty roty wo mujh se  yehi kaha karta tha.
.
Rog dil ko jo laga betha tha anjany me,
.
Meri aagosh me marny ki dua karta tha.
.
Baat kismat ki thi k door ho gaye jo hum,
.
Warna wo to mujhy taqdeer kaha karta tha.

No comments:

Post a Comment