Ye ab jo morr aya hy,
Yahan Ruk kar kai Baten samjhny ki Zarorat hy,
K.
Ye us Rasty ka ik Hissa hi nahi,
Saray safar ko jaanchny ka,
Dekhny ka,
Tolny ka ik paimaana b hy,
Ye aisa Aaina hy,
Jis men Aks-e-Haal-o-maazi or mustakbil,
Ba’yakk Lamha nomaayaa’n hy,
Ye uska ist’aara hy,
Jo apni manzil-e-jaan hy,
Suna hai Raig-e-sehra k safar men,
Rasty se 2 qadam Bhatkain,
To manzil tak pohnchny men,
Kai Farsang ki doori nikalti hy,
So ab jo morr aya hy,
Yahan ruk kar kai baten samjhny ki zarorat hy.
Yahan Ruk kar kai Baten samjhny ki Zarorat hy,
K.
Ye us Rasty ka ik Hissa hi nahi,
Saray safar ko jaanchny ka,
Dekhny ka,
Tolny ka ik paimaana b hy,
Ye aisa Aaina hy,
Jis men Aks-e-Haal-o-maazi or mustakbil,
Ba’yakk Lamha nomaayaa’n hy,
Ye uska ist’aara hy,
Jo apni manzil-e-jaan hy,
Suna hai Raig-e-sehra k safar men,
Rasty se 2 qadam Bhatkain,
To manzil tak pohnchny men,
Kai Farsang ki doori nikalti hy,
So ab jo morr aya hy,
Yahan ruk kar kai baten samjhny ki zarorat hy.
No comments:
Post a Comment